Type Here to Get Search Results !

Google पर अपनी Photo कैसे डाले पूरी जानकारी, pathshalagyan| google image

0

Google me apni photo kese daale

agar app bhi google me apni photo upload karna chahte ho to app sahi jagaha par aaye ho, aaj ke is blog me main apko kuchh tips and trick batane wala hoo ki app bhi google ke search result me apni photo kese laa sakte hai, ye tips and trick me khud bhi personally use karta hoo, es trick ki madad se app bhi in only 1 month me apni photo ko google ke  search result me laa sakte hai,

Tips and trick

1) Blogging

2) Instagram

kuchh dhyan dene wali baate

sab se pahle apko kuchh baato ka dhayan dena hoga.... tabhi ye trick kaam karegi,
pahle to apka naam totha sa unique hona chahiye ye fir app apne naam ke aage kuchh laga kar unique baana sakte ho, dusari baat ye ki apka naam kisi celebrity ke naam se match nhi karna chahiye kyoki agar apka naam kisi celebrity se match karta hoga to google ke search result me apko apni photo ko laane me bahut problem ho sakti hai, kyuki wo celebrity hai unke google me pahle se hi lakho post hai or haar socila media par bhi unke million photo upload hai to ase me apki photo ko renk karna bahut muskil kaam hai.
to aapp samaj gay honge ki apkko ek apna unique naam chunna hoga.

1) blogging

 to blogging ek bahut hi achha trika hai apni photo ko google ke search result me laane ka.
agar apko nhi paata hai ki blogging kya hai to me apko thoda sa describe kar deta hoo, blogging ek online plateform hai jaha par hum apni online likh kar logo tak pahuchate hai, jese ki aap es article ke madad se janane ki kosis kar rahe hai ki how to upload photo on google, to sabse pahle aap ek blogger account banao ye free or paid dono me hai,
me to kahta hoo ki aap pahle free version use kare uske baad paid version use kaare,
to blogging ke liya bahut saare platform hai but me apko shuruaat me google ke product blogger kaa use karne ki salah dunga kyoki ye life time ke liya free hota hai,
 to blogger par account manane ke liya apke pass ek gmail ac hona chahiye or ek aapp naam chhoch lo jis naam se bhi aap google me apni photo upload karna chahte hoo.......

step 1
pahle app koi bhi browser open kare usme google open kare ro type kare blogger.com. jaye or paha par create your blog click kare,

google rank tips

jffaj1111

 step 2

click karne ke bad apko kuchh assa screen pad dikhai dega.. iske baad apko jis naam se bhi google search result me laana chahte hai wo naam yeha par types kar sakte hai agar wo naam nhi hai to app kisi bhi naaam se ac baana sakte hai issne koi fark nhi padta, agar wo naam available nhi hai to app kuchh unique naaam try kaare.
naam daalne ke baad creat blog par click kare.......
how to upload image in google
step 3
iske baad apko kuchh asa kuchh najar ayegaa....... 
yeha par apko  new post par click karna hogaa hai
google me photp kese daale
 step 4
iske baad apke screen par new screen open hogi jesa ki nichhe dikhaye gya hai..... ye par step 5 me me apko ek ex. dung uski tarah paar bhi likh kar publish kar denaa ek post me apki marji hai ki aap kisi image upload karna chahte hoo.... jaaab asaa display open ho jay to image ke icon par click kar app apne file se image choose kar le ,,,, or fir image ke right click kar image ke size ko apni anushar  adjust kar le jesaa bhi apko achhaaa  laage.
Then publish ke button par click kare or apne post ko publish kar dee,
 isee tarah apko kaam se kaam 10, 12 post publish karni hai or or apni posts ke post tittle me aapne naam ke anushar aachae achhe keyword daale jesaa ki step 5 me dikhaye gay hai.....

step 5
jesa ki app meri iss post me dekh sakte hai ki kese mene keyword use kare hai apko bhi asse hi apne naam ke sath keyword use karne hai...
or ho saake to # use kare ise rank karne me asani hogi...


proof ........ 
app khud bhi google par search kar sakte hai..........

Instagram

instagram par to account baanane app sabhi ko aataa hai or instagram se bahut hi jald hi app apni photo ko google search result me laa sakte hai
bas apko apni har post me jyada se jyada # use karna hai 


agar apko yeha post achhi lagi hai  or thank 
or agar app shhayri bhi achhhi lagti hai to app meri second blog padh sakte hoo


Tags

Post a Comment

0 Comments